Wafaqi edara masoolat nay kaha ha k wo corruption ko khattam karny mein buri tarha nakam ho chukay hen abi be edaraay me corruption ho rae ha. Ye baat Raza Baqir jo aik senior rukan hen wafaqi edaraa masoolat k ye baat unhoo nay karachi k chamber of commerce k incharge sy meeting karty howay kahi thi. Raza Baqir nay kaha k wafaqi edaara masoolat corruption ko khatm karnay me buri tarha nakaam ho chuka ha aur wo corruption of puri tarha khatam nai kar sakty kyn k un k pass itnay zaraai hen is tarha k fruads ko rokany k liye jo corruption k sawab banty hen.
Aik bht ehaam baat unhoony nay jo kahi k wafaqi edaraa masoolat is afsaar khud es corruption ka hissa hen aur wo paisay lay k logo ki madat karty hen isay galat kamoo me yahi waja ha k tax k refund karwanay walay ziad hen aue tax daynay walay bht kam log hen. Unhoo nay kaha k agar afsaroo ko theek kar liye jay jo tax walay hissay ko chalaty hen tu wafaqi edaaray sy corruption khatam ho jay ge aur tax collection b ziada ho jay ge.
abi jo ajlas howa ha raza Baqir aur chamber of commerence k incharge k dermiyan is me unhoo nay jo neya kanoon banaya ha tax ki recovery k liye usay discuus kiya tha. Aur unhoo nay kaha k kuch afsar logoo ko un k ghar ya hotel me ja k miltay hen aur wohi log edaaray k system ko kharab kar raay hen. Unhoonay kaha k jo neya kanoon bana ha tax collection k liye is per sakhati sy ammal ho ga aur Is me kesi ko koi raiyet nai di jay gi. Jo tax nai day ga us k khilaf bht sakhat action liye jay ga aur usay jail be bheja ja sakata ha aur jarmana b kiye ja sakta ha ya phir dono sazain di ja sakti hen.
Tax ikatha karnay ki ration bht kam ha siraf 0.7 fisad log tax dyty hen puri 180 million ki abadi me sy aur siraf 25 fisaad tax dosari masnoaat per liye jata ha jin me tail shamil ha. Unhoonay ye b kaha k jo business man apani cheizain baher bhajaty hen un me sy 50 fissad log tax e nai dyty aur wo ye show karty hen k un ko koi munafaa e nai howa bht muskil sy product s ki cost e puri hue ha.
Raza Baqir nay kaha k wo pechaalay 6 mahinu ka record ikathaa kar ray hen aur wo sb k nam tax defaulter list me dalain gay agar unhoo nay tax na diye to jo un k zimay ha aur un k nam logo ko b batain gay. Unhoo nay kaha k un k pass is k siwaa koi hal nai ha is tax chori ko khatm karnay k liye aur edaaray k pass itnay resources nai hen k wo 6 million naey tax dynay walay logoo sy tax collect kar sakaay.
View the Original article
0 comments:
Post a Comment